15+ Best Urdu Poetry of Allama Iqbal with Images

Are you looking for Urdu Poetry Images of Allama Iqbal? We have shared beautiful images with Allama Iqbal Urdu poetry which you can free download. I hope you will surely love them. 

Urdu Poetry is the most important part of our culture. It is one of the most beautiful languages that was developed by Persian and Arabic people who used to live in India. And the best poet of Urdu language is Allama Iqbal. He has written much poetry for this beautiful language called Urdu, which is very beautiful and meaningful.

Here we are presenting the famous poems of Allama Iqbal with beautiful photos that will touch your heart. So let get started with Allama Iqbal's Urdu poetry images.

Allama Iqbal Urdu Poetry with Images

Uqabi roh jab bedar hoti hai jawanon me
Nazar aati hai un ko apni manzil asmanon me
allama iqbal poetry in urdu for youth
allama iqbal poetry in urdu for youth
عقابی روح جب بیدار ہوتی ہے جوانوں میں
نظر آتی ہے ان کو اپنی منزل آسمانوں میں 

Alfaz o mani me tafawut nhi laiken
mula ki azan aur, mujahid ki azan aur
Urdu Poetry Images of Allama Iqbal
Urdu Poetry Images of Allama Iqbal
الفاظ و معانی میں تفاوت نہیں لیکن 
ملا کی اذاں اور، مجاہد اذاں اور 

Hain log wohi jahan me achay
aatay hain jo kaam dosron kay
poetry of allama iqbal in urdu
poetry of allama iqbal in urdu
ہیں لوگ وہی جہاں میں اچھے
آتے ہیں جو کام دوسروں کے

Na ho tabiyat he jin ki qabil, wo tarbiya say nhi sanwrtay
Howa na sar sabz rah kay pani me aks e sard e kinara jo ka
allama iqbal famous poetry in urdu
allama iqbal famous poetry in urdu
نہ ہو طبیعت ہی جن کی قابل ، وہ تربیت سے نہیں سنورتے
ہوا نہ سرسبز رہ کے پانی میں عکس سردِ کنارہ جُو کا۔

Rah gai rasm e azan, roh e bilali na rahi
Falsafa rah gia, talqeen e ghazali na rahi
allama iqbal poetry in urdu for students
allama iqbal poetry in urdu for students
رہ گئی رسمِ آذاں، روحِ بلالی نہ رہی 
فلسفہ رہ گیا، تلقینِ غزالی نہ رہی

 Tamana dard e dil ki ho to kar khidmat faqiron ki
Nhi milta yeh gohar badshahon kay khazinon me
iqbal poetry in urdu 2 lines
iqbal poetry in urdu 2 lines
تمنا درد دل کی ہو توکر خدمت فقیروں کی
نہیں ملتا یہ گوہر بادشاہوں کے خزینوں میں

Zamana aaya hai be hijabi, aam dedar e yaar hoga
sakot tha parda dar jiska, wo raaz ab aashkara hoga.
allama iqbal pics with poetry
allama iqbal pics with poetry
زمانہ آیا ہے بے حجابی، عام دیدارِ یار ہوگا۔
سکوت تھا پردہ دار جس کا، وہ راز اب آشکار ہوگا

Mera tareq ameri nhi, faqeri hai
khudi na beach, gharebi me naam peda kar
allama iqbal best poetry in urdu
allama iqbal best poetry in urdu
مرا طریق امیری نہیں، فقیری ہے
خودی نہ بیچ، غریبی میں نام پیدا کر

Meray din bhi kya khob thay Iqbal
Be namazi bhi tha aur be gunah bhi
iqbal poetry in urdu text
iqbal poetry in urdu text
میرے کے دن بھی کیا خوب تھے اقبال 
بےنمازی بھی تھا اور بے گناہ بھی

Sajda khaliq ko bhi iblees se yarana bhi
Hashar me kis se aqedat ka sila mange ga
allama iqbal shayari in urdu
allama iqbal shayari in urdu
سجدہ خالق کو بھی، ابلیس سے یارانہ بھی
حشر میں کس سے عقیدت کا صلہ مانگے گا

To raz e kun fukan hai, apni aankhon par ayan hoja
khudi ka razdan hoja, khudi ka tarjuman hoja
allama iqbal ki shayari in urdu
allama iqbal ki shayari in urdu
تو راز کن فکاں ہے، اپنی آنکھوں پر عیاں ہوجا
خودی کا رازداں ہوجا، خودی کا ترجماں ہوجا

Allah se kare dor to taleem bhi fitna
imlak bhi aulad bhi jagir bhi fitna
na haq kay liay uthay to shamsher bhi fitna
shamsher he kya nara e takbeer bhi fitna
poetry of allama iqbal in urdu for students
poetry of allama iqbal in urdu for students
اللہ سے کرے دور، تو تعلیم بھی فتنہ
املاک بھی اولاد بھی جاگیر بھی فتنہ
ناحق کےلیے اٹھے تو شمشیر بھی فتنہ 
شمشیر ہی کیا نعرہ تکبیر بھی فتنہ

Dilon ki imarton me kahin bandagi nhi
pathar ki masjadon me khuda dhondtay hain log
iqbal poetry in urdu 2 lines
iqbal poetry in urdu 2 lines
دلوں کی عمارتوں میں کہیں بندگی نہیں 
پتھر کی مسجدوں میں خدا ڈھونڈھتے ہیں لوگ

Khudi ko kar buland itna k har taqder se pehlay 
khuda banday se pochay bta teri raza kya hai
allama iqbal famous poetry in urdu
allama iqbal famous poetry in urdu
خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے 
خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے

Afrad kay hathon me hai aqwam ki taqdeer
har fard hai millat kay muqadar ka sitara
Den hath se dekar agar azad ho millat
hai aysi tijarat me muslman ka khasara
allama iqbal poetry in urdu for pakistan
allama iqbal poetry in urdu for pakistan
افراد کے ہاتھوں میں ہے اقوام کی تقدیر
ہر فرد ہے ملت کے مقدر کا ستارہ
دیں ہاتھ سے دے کر اگر آزاد ہو ملت
ہے ایسی تجارت میں مسلمان کا خسارہ

Related Posts

Post a Comment

;