Are you looking for parents quotes in Urdu? We have shared the best quotes about parents that surely touch your heart.
Parents are the first and foremost models for their children. Their actions and attitudes, as well as those of family members, teachers, and friends, help shape a child’s self-image. If parents want to instill positive values in their children and reduce the likelihood that they will abuse alcohol or other drugs later in life, they must model responsible behavior.
We have designed beautiful images with quotes about parents (maa baap) which you can free download to share with followers on Facebook, WhatsApp, Pinterest, Instagram, and other social media platforms.
Best Parents Maa Baap Quotes in Urdu
Maa ki khidmat se jannat to mil jati hai, magar jannat ka darwaza us waqt khulta hai jab baap ki izzat ki jay.
ماں کی خدمت سے جنت تو مل جاتی ہے مگر
جنت کا دروازہ اس وقت کھلتا ہے جب باپ کی عزت کی جائے۔
Kabhi waqt milay to dekh lena! aap ko pata chalay ga ke aap ka mustaqbil banatay banatay wo khud kitna tot chukay hain.
Rulana har kisi ko aata hai. hansana bhi har kisi ko aata hai. rula kay jo khud bhi ro paray wo "maa" hai.
Bazar se sab mil jata hai magar maa jaise naimat nhi milti.
Waleden se mohabbat karo kiunke maa baap dobara nhi miltay.
Waleden ki rok tok bhi aik naimat hai warna aulad jaga jaga zaleel o ruswa hoti nazar aay.
Waqt ne mujhay buht achi tarah samjhaya ke saway teray maa baap kay koi bhi teray sath mukhlis nhi.
Dunya ki sabse qemti khoshi wo hoti hai, jab tumharay maa baap tumhari waja se muskara rahay hotay hain.
Waleden sar par hon to aulad badshah hoti hai. Allah salamat rakhay sab ki badshahi.
Wafa karni hai to maa baap se karo dunya aap ko tab pyar kare gi jab aap kay paas dunya walon kayliay kuch ho.
Maa Bap dunya me sab se bari naimat hain. Maa na ho to dil ko dilasa denay wala koi nhi hota. baap na ho to zindagi ki dor me acha mashwara denay wala koi nhi hota.
Qyamat se kum nhi hota wo din, jab Maa Baap me se koi aik nhi hota. Allah pak sab kay saron par waleden ka saya salamat rakhay.
Saray rishton ko nibha kar dekh lia, Maa Baap ka siwa koi apna nhi hota.
Maa Baap kay sath tumhara salok aysi kahani hai jo likhtay tum ho laiken tumhari aulad tumhen parh kar sunati hai.
Jab insan apnay waleden kayliay dua karan chor deta hai to uska rizq rok lia jata hai.
Milnay ko to hazaron log mil jatay hain magar hazaron ghaltin maaf karnat walay maa baap dobara nhi miltay.
Jo walid ki qadar karta hai wo kabhi ghareb nhi hota aur jo maa ki qadar karta hai wo kabhi bad naseeb nhi hota.
Baap ka hath pakrna sikho zindagi bhar kisi kay paon pakrnay koi nobat nhi aaygi
Parents have always been the primary teachers of children. In our fast-paced world, it’s easy to forget to slow down and appreciate what we have in front of us. We hope these quotes will help you do just that.
Post a Comment
Post a Comment