Top 25+ Paheliyan (Riddles) in Urdu with Answer

Riddles are a type of puzzle that requires thinking out of the box. They are an interesting way to pass time and can also improve your thinking skills. Riddles come in different forms with different levels of difficulty. In Urdu, there are quite a few riddles that are not too difficult and can be solved by anyone who is familiar with the language.

There are many riddles in Urdu that are both interesting and challenging. In this blog post, we will be discussing some of the most popular ones. Remember, there is no one definitive answer to any of these riddles - it's up to you to try and figure them out!


Easy Riddles with Answers in Urdu


1. Woh Kon Si Cheez Hai Jo Subah Ko Sabz, Do Pehar Ko Kaali, Shaam Ko Neli Aur Raat Ko Sufaid Hoti Hai
Jawab : Billi Ki Ankhen
Riddles in Urdu

2. Woh Konsi Cheez Hai Jis Ko Gilaay Milo To Woh Gala Hi Daba Deti Hai?
Jawab: Tie
Riddles in Urdu with answers

3. Woh Konsi Cheez Hai Jo Aag Par Rakho To Seeti Marti Hai?
Jawab: Pressure Kukkar
Riddles in Urdu with answers

4. Woh Kya Hai Jo Ho To Janaza Nahi Ho Sakta Aur Agar Nah Ho To Nikah Nahi Ho Sakta?
Jawab: Rooh
Riddles in Urdu with answers

5. Woh Kya Hai Jo Mard Mein 3 Aur Aurat Mein 4 Hotay Hain ?
Jawab: Huroof
Riddles in Urdu with answers

6. Woh Konsa Janwar Hai Jo Pani Peetay Hi Mrjata Hai ?
Jawab: Kangaroo
Riddles in Urdu with answers

7. Woh Konsa Janwar Jis Ka Sir Kaat Diya Jaye To Bhi Do Hafta Tak Zinda Reh Sakta Hai?
Jawab: Cockroach
Riddles in Urdu with answers

8. Woh Konsi Cheez Hai Jisay Peenay Se Aur Bhi Pyaas Lagti Hai ?
Jawab: Cigarette
Paheliyan in Urdu with Answer

9. Woh Konsa Kamrah Hai Jis Mein Daakhil Hotay Hi Insaan Ka Wazan 9 Kilo Tak Kam Hojata Hai?
Jawab: Lift Ke Andar
Paheliyan in Urdu with Answer

10. Jism Ke Kis Hissay Mein Sona Paaya Jata Hai ?
Jawab: Khoon Mein
Paheliyan in Urdu with Answer

Islamic Paheliyan in Urdu with Answer

11. Woh Konsi Cheez Hai Jo Mard Pehnay To Mar Jay Ga Aurat Banay Gi To Nikah Toot Jaye Ga Aur Bachay Woh Shoq Se Pehantay Hain ?
Jawab : Safaid Kapra ( Kafan )
Islamic Paheliyan in Urdu with Answer

12. Insani Jism Ka Woh Kon Sa Part Hai Jo Peda Honay Ke Baad Milta Hai. Jawab : Daant
Islamic Paheliyan in Urdu with Answer

13. Woh Konsi Haraam Cheez Hai Jis Ko Peenay Se Gunah Ki Bajaye Sawab Milta Hai ?
Jawab: Gussa
Islamic Paheliyan in Urdu with Answer

14. Woh Konsa Janwar Hai Jis Ka Gosht Khana Halal Hai Lekin Is Janwar Ko Bechna Haraam Hai ?
Jawab : Qurbani Ka Janwar
Islamic Paheliyan in Urdu with Answer

Funny Paheliyan in Urdu with Answer    

15. Larki Ke Jism Ka Woh Konsa Hissa Hai Jis Ko Woh Sabun Se Nahi Dho Sakti?
Jawab: Ankhen
Funny Paheliyan in Urdu with Answer

16. Woh Kya Hai Jo Biwi Le To Shohar Pareshan Aur Agar Shohar Le To Biwi Pareshan?
Jawab: Kharatay
Funny Paheliyan in Urdu with Answer
 
17. Woh Konsi Chiz hay Jisay Jitna Bhi Thanda Kar Lo Woh Garam Hi Rehta Hai ?
Jawab: Garam Masala
Funny Paheliyan in Urdu with Answer

18. Woh Kya Hai Jo Oopar Se Santa Hai Aur Neechay Se Boltaa Hai ?
Jawab: Insaan
Funny Paheliyan in Urdu with Answer

19. Woh Konsa Janwar Hai Jo Insaan Ke Andar Hota Hai ?
Jawab : Chooha ( Naak Ka Mouse )

Bachon ki Paheliyan in Urdu with Answer

20. Sheeshay Ka Hai Aik Makaan Andar Lohay Ka Samaan?
Jawab: Bulb
Bachon ki Paheliyan in Urdu with Answer

21. Abba Jaan Ik Duba Laaye, Kuch Nah Piye Kuch Nah Khaye, Kaan Maroro Foran Bolay, Duniya Bhar Ki Sair Karaye ?
Jawab: T.v Ya Mobile
Bachon ki Paheliyan in Urdu with Answer

22. Billi Safaid Ik Mein Ne Dekhi, Baithi Thi Gum Sm, Jism Tha Uska Sara Gora, Hari Thi Uski Dum?
Jawab: Moli
Bachon ki Paheliyan in Urdu with Answer

23. Aik Ustaad Aisa Kehlaye, Aap Nah Bolay Sabaq Parhaye ?
Jawab: Kitaaben / Notes
Bachon ki Paheliyan in Urdu with Answer

24. Aik Cheez Hai Kamaal Daaley Sabz Nikalay Laal ?
Jawab: Paan
Bachon ki Paheliyan in Urdu with Answer

Math Paheliyan in Urdu with Answer

25. Irfan Ki Umar 36 Saal Hai, Aur Un Ki Beti Noreen Ki Umar 16 Saal Hai, Kitney Saal Baad Irfan Ki Umar Apni Beti Noreen Se Dogni Ho Jaye Gi?
Jawab: 4 Saal bad. Irfan 40 saal ke ho jayen gay aur Unki beti 20 saal ki
Math Paheliyan in Urdu with Answer

This post is a compilation of the top 25 riddles in Urdu with answers. Riddles are a great way to exercise your mind and boost your thinking skills. Share this post with your friends and family and see who can solve the most riddles.

Related Posts

Post a Comment

;